Skip to main content

2) procrastination

 2) So Second galati hai procrastination... Procrastination mtlb ki aap us work ko talna.... Bahaut bacche bolte hai ki ajj ye ye time table banaya hai kaal se strictly follow krunga.. Uske according her chalunga... Dusra din ata hai pehele ek ghnte ka follow ho jata hai badme pura collapse ho jata hai...unse follow nHi ho pata... Aur fir ek thought ata hai kaal se daily.... Fir dusra din ata hai... Fir bolte hai kaal kuch bhi hoo jaye karunga hee karunga.... Pura saal beet jata hai lekin vo kaal ata hi nhi hai.... Pure saal bs uss cheez ko procrastinate krte.. Agge agge dhakelte gai... Ismein peheli baat to time table aap jo follow krr skte ho vo he banao... Youtube par kisike video dekh liye uske timetable copy kiya vo aapse kabhi follow nhi hoga.... Time table apna banana hai... Fir laage to youTube par 3-4 timetable ko analyse krke kuch point common lene ke aur apse implementable lage to vo add up krne hai... Pura ke pura time table copy paste nhi krna hai.... Aur agar procrastination aye na to ek baat khud se bolna ki.. If I am procrastinating this thing I am procrastinating my own dreams...yee cheez apke akele ke saath nhi hoti haar ek bacche ke saath hoti hai lekin jo isko overcome krta hai vo kuch alag krr jata hai... So isi ke saath ajj ka video samapt krte hai.. See u.. Byye

Comments

Popular posts from this blog

#Motivational Quotes

 

#Motivational Quotes

 

Motivational Quotes