Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2021

2) procrastination

 2) So Second galati hai procrastination... Procrastination mtlb ki aap us work ko talna.... Bahaut bacche bolte hai ki ajj ye ye time table banaya hai kaal se strictly follow krunga.. Uske according her chalunga... Dusra din ata hai pehele ek ghnte ka follow ho jata hai badme pura collapse ho jata hai...unse follow nHi ho pata... Aur fir ek thought ata hai kaal se daily.... Fir dusra din ata hai... Fir bolte hai kaal kuch bhi hoo jaye karunga hee karunga.... Pura saal beet jata hai lekin vo kaal ata hi nhi hai.... Pure saal bs uss cheez ko procrastinate krte.. Agge agge dhakelte gai... Ismein peheli baat to time table aap jo follow krr skte ho vo he banao... Youtube par kisike video dekh liye uske timetable copy kiya vo aapse kabhi follow nhi hoga.... Time table apna banana hai... Fir laage to youTube par 3-4 timetable ko analyse krke kuch point common lene ke aur apse implementable lage to vo add up krne hai... Pura ke pura time table copy paste nhi krna hai.... Aur agar procrastin

Major Blunders /Mistakes Done By Students

  Hii hello Sab ko..mei hun darshan pawar aur hum ajj baat krne vale hai students life ke student ke kuch major Mistakes..so start karte hai.. 1)pehela hai exceeding our expectations - hume to pata hai expectations has no limits aur hum jitna uss cheez ke baare mei sochte utna expectations exceed krte hai...yaar hamari problem kya hoti hai pata hai hum expectations best ki rkhte hai lekin jita best expect krte hei utna result best nhi hota ..yaar hum na jitti priority best expectations ko dete hai na utti hi worst expectations ko deni hai ki... Mere ko 10 ke baad ke ye ye top college mil skta hai ye   ek acchi se aachi expectation hai ab depending upon study and hardwork aapka result ayega lekin kai baar na hum apne aap ko read nHi krr pata apne reality aur expectations ke bich do diffrence hota hai vo nhi smjh pate..but hume kahi na kahi ye bhi khayal hona chahiye   ki mujhe ek aam private college bhi mil skta hai,Agar padahi vagera nhi hui to...Aur na top  colleges ke liye jitna ha