Skip to main content

Major Blunders /Mistakes Done By Students

 


Hii hello Sab ko..mei hun darshan pawar aur hum ajj baat krne vale hai students life ke student ke kuch major Mistakes..so start karte hai..

1)pehela hai exceeding our expectations - hume to pata hai expectations has no limits aur hum jitna uss cheez ke baare mei sochte utna expectations exceed krte hai...yaar hamari problem kya hoti hai pata hai hum expectations best ki rkhte hai lekin jita best expect krte hei utna result best nhi hota ..yaar hum na jitti priority best expectations ko dete hai na utti hi worst expectations ko deni hai ki... Mere ko 10 ke baad ke ye ye top college mil skta hai ye   ek acchi se aachi expectation hai ab depending upon study and hardwork aapka result ayega lekin kai baar na hum apne aap ko read nHi krr pata apne reality aur expectations ke bich do diffrence hota hai vo nhi smjh pate..but hume kahi na kahi ye bhi khayal hona chahiye   ki mujhe ek aam private college bhi mil skta hai,Agar padahi vagera nhi hui to...Aur na top  colleges ke liye jitna hardwork chahiye hota hai utna to most of the bacche krte nhi hai ....... Ek baat dhyan mei rkhni chahiye ki..jitni baadi expecation.... Agar harwork nhi kroge ...jitna socha tha untna nhi milta tab  ...to hum utne deep gaadhe mei girtee hai jitni expectation badi ...aur us sadme se bahar nikalna thoda mushkil ho jata hai..ki iss mere dost ka hoo gaya iss is college mei lekin mera nhi hua...To jinti accha se aachi vo cheez mil skta hai to utti hi buri se buri bhi mil skta hai ye cheez dhyan mei rkhna chahiye.... Thoda sa khud ko bolo kii yaar agar ittni expectations bhi rkh rhe hai to chaliye utna hi hardwork bhi krr lete hai.... Aur na jab lage bahut hardwork krr rha hu sab kuch krr rha hu...jitna intput dala hai utna output nhi nikal rha hai too be patient...aur anyalaze kijiye ki kya galati ho rhi hai...aur vahi galati dohrani nhi krni hai hume ...ki kaal yeh yeh do teen galatiya hui hai jisse mera time waste gaya vo ajj dohrani nhi hai...Yaar ek banda mila tha mujhe mtlb dost hi hai aur hamare pre boards ke ek week pehele ka period chal rha tha to usne mujhe bola bhai bahut portion smjhna baki hai portion hi complete nhi hai to fir revision kab maru , multiple papers kab solve kru....... Maine use smjhaya thik hai jo hua vo hua.... Abb tujhe 100 dena hi hai remaining vakt mei....to bola thik hai sab krunga mera 100 percent bhi dunga maine kaha target kitna hai ..fir vo bola 90 percent chahiye boards mei maine bola thik hai aur usko smjhaya ki aise aise krr fir discussion chalu tha maine bola ki tuze science to 4-5 din mei pure complete hona chahiye .... Aur tujhe ye compulsory hai ki ek din mei tujhe 3 chapter dekhne hai with neat concentration vo bola bhai sab....... Bro itta to nhi hi payega mujhse..... Fir miane ek hi baat boli bhul ja  90 percent..... Fir common bacche ki tarah  average marks le aa..... Dekho agar aap consistent nHi hoo na to aapko depending upon situation aapko divert hona hi padega. Aur akhir mei bhi portion nHi hua hai na to aapko jyada se jyada time dene he padenga with concentration agar ,90 percent chahiye to.... Nhi krna to sab bhul jao ...... So yaar jo potential hai na aandar ka 10 - 15 jhante padne ka usko bahar nikalo agar abhi nhi nikaloge to kab nikaloge....... So isi ke saath ajj ka ye video samapt krte hai ..See u ...Bbbyeee

Comments

Popular posts from this blog

#Motivational Quotes

 

#Motivational Quotes

 

Motivational Quotes